Jan Aadhar Card Me Gas Passbook Link Kaise Kare- SSO ID से गैस पासबुक को जन आधार से जोड़ने का आसान तरीका

Jan Aadhar Card Me Gas Passbook link Kaise Kare 2024, जन आधार कार्ड में गैस पासबुक कैसे जोड़े Gas Diary Ko Jan Aadhar Card Se Kaise Jode, Jan Aadhar Card Gas passbook update online, Rajasthan 450 रुपये गैस सिलिंडर के लिए गैस डायरी को जन आधार से जोड़ने का तरीका, Jan Aadhar Card Me Gas Passbook Link Kaise kare, How to Link Gas Passbook in Jan Aadhar Card, Jan aadhar Card me gas connection number Kaise add kare, Jan Aadhar card me Gas passbook kaise add kare, Gas Dairy update in Jan Aadhar Card 2024

Jan Aadhar Card ko Gas Diary ko Link karne ke tarike ko agar aap khoj rahe hai to aap sahi jagah par hai. Is page ke madhyam se hum aapko Jan Aadhar Card Me Gas Passbook link Kaise Kare is bare me jankari dene ja rhe hai. Agar aap bhi Rajasthan state ke rahne wale hai aur 450 rupey me Gas Cylinder ke liye Gas diary ko Jan Aadhar se jodne ka tarika dekh rahe hai to is page ko pura padhe.

Jan Aadhar Card Gas Passbook Add Kaise Jode

Rajasthan me Nayi Government ban gayi hai aur kai sare naye faisle sarkaar ne lene bhi shuru kar diye hai. Isi category me BPL aur Ujjawala Yojana me shaamil Pariwar ko 450 Rupey me Gharelu Gas Cylinder diya jayega. Iske liye Sarkaar in sabhi pariwar ke Bank Account me subsidy bhejegi. Lekin iske liye Rajasthan ke mool naagriko ko Jan Aadhar Card me Gas Passbook ko link krana jaruri hai.  Isi se judi Jankari hum aapko is page par share kar rahe hai. Rajasthan me 450 Rupey me Gas Cylinder lene ke liye jo OTP aata hai vo Jan Aadhar Card Se Jude Mobile Number par aata hai aise me uska registration bhut jaruri hai. Gas Cylinder par Subsicy lene ke liye Jan Aadhar Card me as Passbook link 2024 hona jaruri hai.

Jan Aadhar Card Me Gas Passbook Link Kaise Kare Rajasthan SSO ID

Jan Aadhar Card Gas Passbook Update Kaise Kare 2024

Article Jan Aadhaar Card Me Gas Passbook link kaise kare
State Rajasthan
Available For Native of Rajasthan
Official Website janaadhaar.rajasthan.gov.in

Process to Link Gas Passbook (Diary) in Jan aadhar

Jan aadhar Card me mobile number add karne ke liye ya phir update karne ke liye aap in 2 Tariko ka use kar sakte hai.  

E-Mitra Kendra se

SSO ID ke madhyam se

1. E-Mitra Ke Madhyam Se Jan Aadhar Card Me Gas Diary Kaise Add Kare

Iske liye aapko apne paas ke kisi E-mitra centre par jana hoga. Vaha aapko Jan aadhar Card se Gas Passbook ko link karne ke liye kahna hoga. iske baad vo nirdharit fees 50 rupey lekar ise update kar denge. Lekin agar aap ghar baithe hi Online Free me Jan aadhar Card me Gas Passbook Jodna ya Add karna ya update karna chahte hai to iske liye aapko 2nd Tarika use karna hoga.

2. SSO ID Se Jan Aadhar card me Gas Passbook Kaise Jode 

  1. Sabse pahle aapke paas apni khud ki SSO ID hona jaruri hai. Agar aapki SSO ID nahi to aap ise pahle create kare.
  2. Ab SSO ID Rajasthan par apne USER ID aur Password ke jariye Login Kare.
  3. Iske baad Enrollment par click kare.
  4. Ab aapki screen par Family Status ka option aayega vaha par aako Jan Aadhar Card Number Add Karne honge.
  5. Jan aadhar Card number add karne ke baad Citizen Editing Option par jana hoga.
  6. aapko Jan Aadhar Card number add karne honge.
  7. iske baad Terms ko Agree karna hoga.
  8. Iske baad Jan Aadhar Form me aapko Gas Connection Ka Option Mil jayega.
  9. Ab aap Gas company ka naam add kare aur iske bad agle column me gas connection number bhar de.
  10. iske baad Save button par click kare.

Is tarah se gas diary ko Jan aadhar card se jod skte hai. Agar aapko Gas Passbook ko Jan Aadhar Card se link 2024 karne me koi pareshani aaye to aap comment box ke madhyam se humse is baare me  jankari le sakte hai.

Rajasthan Jan Aadhar card Gas passbook Kaise Jode- Click Here

FAQs Add Gas Passbook in Jan Aadhar online

Kya SSO ID ke madhyam se bhi Jan Aadhar Card me Gas Diary add kar skte hai? 

Ji Haan aap SSO ID Rajasthan par Login Karke Gas Passbook ko Jan Aadhar Card se Link kar skte hai.

Rajasthan SSO ID ki Official Website kya hai? 

https://sso.rajasthan.gov.in/signin

Rajasthan me 450 Rupey me Gas Cylinder kisko Diya ja rha hai ?

Yah BPL Card Dharak aur Ujjawala Yojana me shamil logo ko tay seema aur niyam ke anusar diya jayega.

 

Leave a Comment